udte hue mai abr o zamin dekh raha hun,
bikhre hue baadal ki nami dekh raha hun,
Unchayi se kya khoob nazar aati hai duniya,
insaan ke qamad ki kami dekh raha hun!
bikhre hue baadal ki nami dekh raha hun,
Unchayi se kya khoob nazar aati hai duniya,
insaan ke qamad ki kami dekh raha hun!
Ba khoob...kam alfaz me kafee unchaiyon ko chhoo liya...aur ap ki kalam ki taqat ka ahesas kara diya...
Post a Comment