Ab koi ummid e roshni bhi nahi,
tu bhi nahi, zindagi bhi nahi,
Un pe sab kuchh luta ke baitha hun,
wo hain gar, to kuchh kami bhi nahi,
Aadmi aadmi se darta hai,
aadmi ab to aadmi bhi nahi,
'Saif' ek jua aur khel kar to dekh ,
nakaam bhi raha to khoega kuchh nahi.
Sunday, June 20, 2010
Aadmi ab to aadmi bhi nahi
Posted by Dr. Saif Zahid on June 20, 2010 in aadmi aadmi bhi nahi | Comments : 3
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
ab bhi ummed ki roushni hai
tu nahi tab bhi ZINDAGI hai,
un pe sab kuchh loota to diya
wo nahi to kami si hai par,
admi hi admi ka sathi hai
admi hi INSAN bhi hai,
Saif ek jua kheliye to
kamyabi ap ke sath hogi
:D shukriya..
:D shukriya..
Post a Comment